Receive LOVE in your mailbox

Try our weekly newsletter with amazing tips to bring and retain love in your life

#RememberingRomance Valentine’s Day Special A Look At The 100 Most Romantic Dialogues In Bollywood

Uff, we Indians really do love our cinema. After all, who puts love in words better than Bollywood, eh? There is an otherworldly charm to those oh-so-romantic dialogues in pure Hindi, sometimes even Urdu that just melts our hearts and makes us wish we were the ones these dialogues were being spoken to, isn’t it?

Well, this Valentine’s Day, we bring you a compilation of Indian cinema’s top 100 romantic dialogues that stole our hearts every time we heard them!


Suggested read: 10 most romantic dialogues of 2015


  • Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai … magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta – Mughal-e-Azam

This lovely quote, sigh.

And just for the moment- this:

  • Aap ke paon dekhey… bahut haseen hain, inhen zameen par mat utariyega, maile ho jayengey. – Pakeezah

Makes you swooooon.

And just for the memory, this:

  • Tumhara naam maine sirf apne jism par hi nahi… apne dil, apne dimag aur apni aatma par bhi gaad diya hai. – Aashiqui (1990)

Intense… but works, right?

And because we cannot remember a Bhatt camp movie without remembering the music that remains in hearts forever, this:

  • Tum hansti ho to main hansta hoon, tum roti ho toh main rota hoon aur jab pyaar hota hai na toh dil ko chot pahunchti hai. – Maine Pyaar Kiya

Exactly how it should be! No?

And no matter how archaic notions this movie propagated- right from ‘ek ladka aur ladki kabhi dost nahi ho sakte’ to ‘dosti mein no sorry, no thank you,’ we kinda love the Rajshree feels- coz yeh pagla hai, samjhaane se samjhe na..

  • Agar tum mujhe yun hi dekhte rahoge … to mujhe tumse pyar ho jayega phir se! Aur tumhe nahi hoga phir se.. – Yeh Jawaani Hai Deewani

This heart breaking kind of love.

 

  • Woh baat joh lafzo mein ada ho jaye … woh baat hi kya hui. – Veer Zaara

This wordless kind of love.

And then again, the same love that speaks simply… and says ‘sarhad paar ek aisa shaqs hai jo aapke liye apni jaan bhi de sakta hai…’ <melt>

  • Pyar dosti hai. Agar wo meri sabse achi dost nahin ban sakti toh main use kabhi pyar kar hi nahin sakta. – Kuch Kuch Hota Hai

1

Image source: viralstories

This friendship wala pyaar!

Now c’mon admit it already- we all fell for it when SRK said it…pyaar dosti hai…

  • Pyar hum dono ne kiya … magar tadapna sirf mere naseeb mein aaya. – Naseeb

Ah, we’ve all experienced this one. Coz we can’t help but ask our stars what the fault is, okay? Okay? Okay. Okay..

  • Main tumhe bhool jaoon yeh ho nahin sakta aur tum mujhe bhool jao yeh main hone nahi doonga. – Dhadkan

That unforgetful kind of pyaar.

  • Maana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye … magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye – Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo

When in love, your world shrinks into that one person your heart beats for!


Suggested read: 12 times the romantic dialogues of Ranbir Kapoor made our hearts flutter


  • Main tumhari aankhon mein apni mohabbat ka ikraar dekhna chahta hoon. – Mughal -e- Azam

Aankhein hi toh hoti hain dil ki zubaan…

  • Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti tum hoti to aisa hota, tum hoti to kaisa hota. – Silsila

Do I even need to……

  • Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai…ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai. Kehte hain ki agar kisi cheez ko dil se chaho to puri kainat usko tumse milane ki koshish mein lag jaati hai – Om Shanti Om

No matter how the film, this declaration of undying love remains…

  • Hum ek baar jeete hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai … aur pyaar ek baar hi hota hai – Kuch Kuch Hota Hai

Maybe, maybe not- eh, Rahul? 😉

  • Aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein andekha anjaana koi aane laga hai khayalon mein aankhon ki khidki par ek saaya sa lehrata hai dil ke darwaze par koi dastak de ke jaata hai.  – Dilwale Dulhania Le Jaayenge

How can this list be complete without this on here?

  • Humse door jaoge kaise, dil se hume bhulaoge kaise … hum woh khushboo hai joh saason mein baste hain, khud ki saason ko rok paoge kaise – Fanaa

I think it is safe to say we all lost our hearts right here.

  • Main jab bhi aap ko dekhta hoon mujhe Rab dikhta hai. Rab ke samne matha tekta hoon toh dil ko sukoon milta hai. Aap ko hanste hue dekhta hoon toh dil ko aur bhi sukoon milta hai. Toh main toh aapko Rab se bhi zyada pyar karta hoon – Rab Ne Bana Di Jodi

No wonder we all fell in love..

  • Dosti ke alawa bhi kuch rishte hote hain. Kuch rishte jo hum samajhte nahin, kuch rishte jo hum samajhna nahi chahte. Kuch rishte jinka koi naam nahi hota, sirf ehsaas hota hai. Kuch rishte jinki koi deewar nahi hoti, sarhad nahin hoti. Aise rishte jo dil ke rishte hote hain, pyar ke rishte hote hain, mohabbat ke rishte hote hain. – Kabhi Khushi Kabhi Gham

Ah… the mystery of love…

  • Tu mujhe chahe na chahe yeh tere bas mein toh hai … aur main tujhko na chahun yeh mere bas mein nahi – Umrao Jaan

I can’t stop loving you!!

  • Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye … tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye – Fanaa

*heavy breathing*

  • Toh kya hua agar maine jhoot sirf tumhe paane ke liye kaha tha … toh kya hua agar tumhare chehre ke sivah mujhe koi aur chehra dikhai nahi deta … toh kya hua agar tumhare naam ke sivah mujhe koi aur naam yaad nahi rehta … toh kya hua agar yeh awara tumhe deewano ki tarah pyar karta hai … toh kya hua … pyar sab kuch toh nahi hota na – Dilwale Dulhania Le Jaayenge

Yeh pyaar sabkuch hota hai, Raj..sabkuch..

  • Ek chota sa zakhm bahut gehra daag ban sakta hai. Aur ek chhoti si mulaqat jeevan bhar ka saath ban sakti hai – Aradhana

One meeting can indeed, change your life.

  • Tu original piece hai, maloom hai na tujhe? Aisa dusra nahi hai – Jab We Met

Say this to me and take me home please!

  • Agar tumhara pyar jana chahay to usay jaane do, Agar woh laut kar aaye to woh tumhara hai. – Ishq Vishq

True love always comes back!

  • Tumhe dekhne ke liye mujhe in aankhon ki zaroorat nahin hai… Main toh tumhe band aankhon se bhi dekh sakti hun. – Kaho naa Pyaar Hai

No greater truth has ever been said.

  • Aap hume bhool jao hume koi gham nahi…Jis din humne aapko bhula diya Samajh lijiyega is duniya main hum nahi. – Teri Meri Kahaani

Yeh bin sharton vala pyaar! <haaye>

  • Chandramukhi is bhare paimane mein aur sharaab dalogi to kya hoga, chalak jayega. Isi tarah Paro ke naam se bhara pada hai paiman-e-devdas bhi…aur bharogi toh chalak jayega. Khud toh girega tumhe bhi gira dega zameen pe – Devdas

When nobody can replace the love you know will live on even after you die..

  • Agar yeh tujhse pyaar karti hai toh yeh palat ke dekhegi…

Palat

Palat

Palat – Dilwale Dulhania Le Jaayenge

Nothing to say…

  • Tumhari smile kitni dangerous hai pata hai? … mere paas dil hota na, teri smile pe pakka aa jaata – Yeh Jawaani Hai Deewani

This one cheesy yet so sweeeeet love…

  • Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor … Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor – Bajirao Mastani

If ever you felt what Priyanka felt in Bajirao Mastani too…

  • Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas tumhe yaad kar saku – Devdas

Ah, the things love does to you…

  • Chahne aur hasil karne mein bahut fark hai…pyar sirf haasil karne ka naam nahin…pyar dene ka naam hai. – Hum Dil De Chuke Sanam

And on that note- my favorite song from the movie..teri yaadon ke saaye mein guzregi yeh zindagi, uss khuda ke baad toh pooja hogi bas teri…

Summary
Article Name
A Look At The 100 Most Romantic Dialogues In Bollywood On Valentine's Day
Author
Description
Coz when it comes to romantic dialogues and Bollywood- 'tis like namaz mein woh thi par laga ki dua hamari kabul ho gayi...
Read the rest of the article: Next
Amrin Talib

Amrin Talib

I am a brunette and an egalitarian. I love good food, cats, dogs, and books. I love to write, along with being an adrenaline junkie who hopes to travel the world someday. I have a cat named Duck.